aadha shayar, aadha shrota
Adhyayan hi mera jeevan hai,
jaisa tumhara sadako par bewajah tahlana hai,
Nah rah ka andaza mujhe hai na tumhe
Par mai aaazad hui unn panno ke peeche jo tumne kabhi palte hi nhi
Aur tum aazad ho unn sadake ke peeche jo maine kabhi napi nhi
Isliye dono befikar hai
Koi sadak ke kinare khada hai, koi kutub khane ke ,
Koi mehmub ke aage jhukha hai, to koi Parvardigar ke ,
Koi sama ke aage bezar hai, to koi samaj ke,
Koi nafrat ke mare mara hai, to koi mohabbat ke.

Comments
Post a Comment