Fir usi ki Yaad mai
Fir uss ki yaad mai- 2
1) dard kya hota hai ,
Koi hamse na pucho,
Dard byan karte karte ,
Raate guzar jaaegi,
Ashk yaha rukenge nhi,
Aur nahre bhi bina tuffan ke uffan aaegi.
2)Mujhe tum Kafan udha do,
Aisi zindagi se Bhala to ye hi bahtar hoga,
Ki maut ko mera pta bta do,
Ek aur Ahsan karna gaalib,
Kahi vo nadan fir se raasta na bhool jaae,
Ho sake to tum kudh use mere pate tak pahucha do.
3)Ro nhi rha mai,
bas ek baat kah rha hui,
Apni zindagi apne man mutabik jeene ka ,
Apne buzurgo se permit sa le rha hui.
3)Chahat aur ibadat mai bada farak nhi hai,
Ek ke bina dusri aayashi ke jode ko tabah karne ki himmat rakhti hai.
4)Zaroori nhi jise tum chaho,
Vo tumhe mil jaae,
Zaroori nahi jo tumhe mil jaae,
Vo bhi tumhe utni hi shiddat se chahe,
Zaroori bas ye hai,
Ki apni Chahat kabhi un char diwari mai kaid mat karna,
Ise aazadi ke maaino ki zara sair to karana,
Vaayda hai mera agar chahat sachi hui,
To sirf usi se hogi.
5)Un galio mai bhi jana chodh diya Maine,
Jinse Tum pahle kabhi guzar jaya karte the,
Kai baar purani savedanae bhi ,
muskan ko narmi se noch leti hai,
Naa yaad aati hai vo masoomiyat,
Na yaad rahte hai vo lamhe,
Na yaad rahti hai vo baate,.
Bass yaad rah jaati hai vo
Adhoore se akele se bejaan vaaydo ke silvato mai band jhoothe Dawe.
Leeza
Comments
Post a Comment