Shayari aur shankae
Shaayari aur shankae
1) kisi shayar se uska gam mat poochna janab,
Vo lafso mai byan nhi kar paaega,
Aur aapko fir uski nigahe tarashni hogi,
Kyuki vo ek shyar hai vo shayari ke sahare apna gam pee jaaega
2) vo pahle kahta tha,
Pyaar, mohbbat ishq, sab fizool hai,
Par jab se vo mili hai,
Vo kudh fizool bna fir rha hai.
3)syahi, kalam, kagaz,
Ye teen auzar hai,
Ek shaukeen shayar ke,
Baaki kahani se kisse ,
Kisso se kalme,
To aajkal naujawan baato mai hi bna liya karte hai.
4) ek baar kisi lekhak ki aankho mai ghoor kar dekho,
Dabe gam, nam nastalikhe, ajnabi se Ashk,
Sab kalam ki sayahi se kagaz par gadhe hue milenge,
Oye Hoye
ReplyDelete